Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Lyrics - Kumar Sanu & Alka Yagnik

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Lyrics In English - Kumar Sanu & Alka Yagnik Lyrics

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Lyrics in English by Kumar Sanu & Alka Yagnik is a Popular 90s Hindi song from Saajan movie and featuring Sanjay Dutt, Madhuri Dixit. Music composed by Nadeem-Shravan and Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Lyrics written by Sameer.

Singer

Kumar Sanu & Alka Yagnik
Music Nadeem-Shravan
Song Writer     Sameer

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai

Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuch bhi kehne se darta hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan saajan, mere saajan

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai

Kitna isko samajhata hoon
Kitna isko behlata hoon
Kitna isko samajhata hoon
Kitna isko behlata hoon
Naadaan hai kuch na samajhata hai
Din raat ye aahen bharta hai

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai




Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuch bhi kehne se darta hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan saajan, mere saajan

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai

Har pal mujhko tadpata hai
Mujhe saari raat jagata hai
Har pal mujhko tadpata hai
Mujhe saari raat jagata hai
Is baat ki tumko khabar nahi
Ye sirf tumhi pe marta hai

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai
Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tum se karta hai

Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuch bhi kehne se darta hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan saajan, mere saajan



Post a Comment

0 Comments